Fixed Time Olymptrade platform par trading ka ek mode hai jo apko currency, stocks, Index, ETFs aur dusre assets ke exchange rate ke antar se paise kamane ke yogya banata hai. Is prikriya ko trading kha jata hai, aur ek niveshak ko trader kha jata hai.
Ek asset chunen
Bazaar ki chaal ka vishleshan karen
Trade rashi chunen
Sahi samay ka intezar karen
Trade kholen
Fixed Time trading mein trader ko gehrai se vittiye bazaar ka vishleshan krne ki zrurat nhi hoti. Lekin, trader kewal kismat par bhi nirbhar nahi reh skta.
Adhik asardar dhang se trade karne ke liye or bazaar ki tone samajhne ke liye, naye trader ko ye salah di jati hai ko wo trading platform ki sambhavnayon ko dekhein aur apne aap ko kai mashoor trading rannetiyon se prichit karwaye.
Aarthik Samacharon ki Samikshayein
Upyog-ke-liye-taiyaar Trading Ranneetiyaan
Webinar aur Video Tutorial
Platform par panjikaran
karein
Interactive
tutorial ko poora karein
Kisi ek
ranneeti ka chayan karein
Demo account
ka upyog karte hue abhyas karein
Deposit karein
aur ek expert banein